Indian Film History

Main Naagan Hoon Lyrics

From Durban (1946)

Lyricist
Tanvir Naqvi
Duration
2:56
Main Naagan Hoon Main Naagan Hoon Zehrili Badi Katili Vish Hai Mera Gehnaa Mujhse Bach Kar Rehnaa Main Naagan Hoon Hoon Dekhan Mein Chamkili Hoon Dekhan Mein Chamkili Badi Katili Vish Hai Mera Gehnaa Mujhse Bach Kar Rehnaa Main Naagan Hoon Jal Par Mantar Padh Ke Phoonkoon To Jal Bhi Jal Jaaye Jam Jaaye Akaash Mein Suraj Chanda Aag Lagaaye Kaliyaan Ban Jaaye Angaarey Boonden Ban Ke Tapke Taare Main Aisi Bin Bajaaun Main Aisi Bin Bajaaun Vish Ko Amrit Kar Deti Hai Jiski Taan Rasili Jiski Taan Rasili Vish Ko Amrit Kar Deti Hai Jiski Taan Rasili Jiski Taan Rasili Mera Koi Nahin Hai Saathi Main Sabko Das Jaati Das Jaati Mera Koi Nahin Hai Saathi Main Sabko Das Jaati Das Jaati Dasnaa Mera Kaam Maut Hai Mera Naam Dasnaa Mera Kaam Maut Hai Mera Naam Main Maut Hoon Main Maut Hoon Main Maut Hoon Rang Rangili Badi Katili Vish Hai Mera Gehnaa Mujhse Bach Kar Rehnaa Main Naagan Hoon.