Bhula Diya Lyrics | Dus Kahaniyaan

                        
                        Kabhi aayato mein padha tujhe
Kabhi harf harf likha tujhe
Kabhi aayato mein padha tujhe

Kabhi harf harf likha tujhe
Kabhi dil se tujhko pukaar ke
Koyi sher apna suna diya
Bhula diya bhula diya tere
Ishq mein khud ko bhula diya
Bhula diya bhula diya tere
Ishq mein khud ko bhula diya

Ho o o..
Yeh ajeeb ishq ke khel hai jahaan
Lajjaton mein kami nahi
Yeh ajeeb ishq ke khel hai jahaan
Lajjaton mein kami nahi
Kabhi maine tujhko hasa diya
Kabhi maine tujhko hasa diya
Kabhi tune mukjko rula diya
Bhula diya bhula diya tere
Ishq mein khud ko bhula diya
Bhula diya bhula diya tere
Ishq mein khud ko bhula diya
Bhula diya
Ishq mein khud ko bhula diya

Bekhudi mein maza aa raha hai
Bada dil tabaah hai to kya

Dil tabaah hai to kya

Teri raah se jo nikal gaye
Woh deewaane banke machal gaye
Teri raah se jo nikal gaye woh
Deewaane banke machal gaye
Kabhi humne ki teri arzoo
Kabhi humne ki teri arzoo
Toh bata de yeh kya gunaah kiya
Bhula diya bhula diya tere
Ishq mein khud ko bhula diya
Bhula diya bhula diya tere
Ishq mein khud ko bhula diya

Oho..
Kabhi aayato mein padha tujhe
Kabhi harf harf likha tujhe
Kabhi dil se tujhko pukaar ke
Koyi sher apna suna diya
Bhula diya bhula diya tere
Ishq mein khud ko bhula diya
Bhula diya bhula diya tere
Ishq mein khud ko

Bhula diya..bhula diya..
Ishq mein khud ko bhula diya.