Indian Film History

Bakre Wala Ye Baba Lyrics

From Dushman Duniya Ka (1996)

Duration
7:03
Bakre wala ye baba hidayat kare Bakre wala ye baba hidayat kare Jhadu khane me aana buri bat hai Buri bat hai Aa gaye to baitho ghadi do ghadi Aake yu laut jana buri bat hai Bakre wala ye baba hidayat kare Bakre wala ye baba hidayat kare Jhadu khane mein aana buri bat hai Bakre wala Jhandu khane se aayi hai taja khabar Aaj taja khabar taja khabar Jhandu khane se aayi hai taja khabar Ab na apas mein jhagda karenge basar Jis khabar mein koi dam na ho wo khabar Jis khabar mein koi dam na ho wo khabar Dum lagake udana buri bat hai Bakre wala ye baba hidayat kare Barabar pio hum barabar pilaye Na tum baj aao na hum baj aaye Barabar pio hum barabar pilaye Na tum baj aao na hum baj aaye Nasha koi bhi nahi aisa is jamane mein Ke jo nasib na ho mere jhandu khane mein Bakre wala ye baba to mashur hai Are pine wala bhi adat se majbur hai Tum ko lat oji punjab ime lat laat ko bolte hai Lekin is lat ka matlab ha iadat Yahi bakre wala baba ka kalam hai Tumko lat pad gayi hai to ye lai kisi Tumko lat pad gayi hai to ye lai kisi Dusre ko lagana buri bat hai Bakre wala ye baba hidayat kare Hoge gumrah to gham tum bhi ho jaoge Hoge gumrah to gham tum bhi ho jaoge Jhandu pike andhe hoke so jaoge Jhandu pike andhe hoke so jaoge Jhandu khane ko koi apna ghar jankar Jhandu khane ko koi apna ghar jankar Apne ghar ko na jana buri bat hai Bakre wala ye baba hidayat kare Hai konsa daman jo dagdar nahi Hai konsa daman jo dagdar nahi Hai kaun jispe koi bhi nasha sawar nahi Hai kaun jispe koi bhi nasha sawar nahi Das ki misri waste thoda sa lijiye Thoda lete ho lo taurbe ke liye Thoda lete ho lo taurbe ke liye Warna pina pilana buri bat hai Bakre wala ye baba hidayat kare Goli par goli bnasha ban gayi Jo li dusri to maja ban gayi Jo li tisri to saja ban gayi Ye goli pe goli kaza ban gayi Ye goli pe goli kaza ban gayi Ye goli pe goli kaza ban gayi Ye goli pe goli kaza ban gayi Maut ke hath mein saup kar jindagi Maut ke hath mein saup kar jindagi Jindagi ka manana buri bat hai Bakre wala ye baba hidayat kare Abhi umar hai kam masum hai ye Itna na pila ke ye aa na sake Aa jaye to inko aise fasa Kahi dur na ye ja sake Bakre wala ye baba hidayat kare Jhadu khane mein aana buri bat hai Buri bat hai Aa gaye to baitho ghadi do ghadi Aake yu laut jana buri bat hai Bakre wala ye baba hidayat kare Ye to meri nasihat thi Or agar tum log nah imanoge To phir mera dawa suno Bakre wale baba ka dawa suno Gaur se suno Kabhi tumko rakhunga makhi bnanakar Kabhi udaunga machhar banakar Yahi par gutar gu karoge Rakhunga main tumko kabutar banakar Ye hai mere dawa ho mere dawa Bakre wala baba ho tera dawa Ye hai mere dawa ho mere dawa Bakre wala baba ho tera dawa

More songs from Dushman Duniya Ka

Bakre Wala Ye Baba Lyrics - Dushman Duniya Ka (1996) | Indian Film History