Indian Film History

Jai Maha Kali Lyrics

From Ek Gaon Ki Kahani (1975)

Lyricist
Indeevar
Duration
4:47
Jai kali jai maha kali Maiya karna tu sabki rakhwali Jai kali jai maha kali Maiya karna tu sabki rakhwali Jo naiyaa chhod dete hai O maiya tere sahare par O maiya tere sahare par Pahucha dete hai khud unko Tufaan kinare par Jai kali jai maha kali Maiya karna tu sabki rakhwali Jo naiyaa chhod dete hai O maiya tere sahare par O maiya tere sahare par Pahucha dete hai khud unko Tufaan kinare par Jai kali jai maha kali Maiya karna tu sabki rakhwali Maiya tere kayi hai roop Har roop hai tera anoop Maiya tere kayi hai roop Har roop hai tera anoop Bhakto ko hai shital chaw Dushto ko hai jalti dhoop Bhakto ko hai shital chaw Dushto ko hai jalti dhoop Sar apna jhuka dete hai Jo aakar tere dware par Ho maiya tere dware par Pahucha dete hai khud unko Tufaan kinare par Jai kali jai maha kali Maiya karna tu sabki rakhwali Hamko har bala se bachana Maha mari na hampe lana Hamko har bala se bachana Maha mari na hampe lana Hum aaye sharan me teri Denge mange tu jo nazrana Hum aaye sharan me teri Denge mange tu jo nazrana Jo haske lagade prano ki bazi Tere ishare par Ho maiya tere ishare par Pahucha dete hai khud unko Tufaan kinare par Jai kali jai maha kali Maiya karna tu sabki rakhwali Jai kali jai maha kali Maiya karna tu sabki rakhwali Jai kali jai maha kali Maiya karna tu sabki rakhwali Jai kali jai maha kali Maiya karna tu sabki rakhwali.

More songs from Ek Gaon Ki Kahani

Jai Maha Kali Lyrics - Ek Gaon Ki Kahani (1975) | Indian Film History