Indian Film History

Pee Ke Aur Pyas Badhi Lyrics

From Ek Phool Ek Bhool (1968)

Lyricist
Indeevar
Duration
5:13
Pee ke aur pyas badhi Sare tan mein aag lagi haye Aur na pilao mujhe pagal na banao Meri aanhko se aankhe na milao Aur na pilao mujhe pagal na banao Ek to nashe mein chur hota hai sabab Uspe hai gajab tumhari aankhi ki sarab Ek to nashe mein chur hota hai sabab Uspe hai gajab tumhari aankhi ki sarab Honme lagi dil ki tamnnaye benakab Mitha mitha dard utha haye Tikha tikha teer chubha haye Aur na pilao mujhe pagal na banao Meri aanhko se aankhe na milao Aur na pilao mujhe pagal na banao Dagmaga chale hai kadam mujhko sambhalo Mere samne se ab ye jaam uthalo Dagmaga chale hai kadam mujhko sambhalo Mere samne se ab ye jaam uthalo Thodi der ke liye baho mein chupalo Pike or pyas badhi haye Sare tan mein aag lagi haye Aur na pilao mujhe pagal na banao Meri aanhko se aankhe na milao Aur na pilao mujhe pagal na banao Dard ki awaz dabayi na jayegi Dil ki jalan aise mitayi na jayegi Dard ki awaz dabayi na jayegi Dil ki jalan aise mitayi na jayegi Aag se to aag buhjayi na jayegi Mitha mitha dard utha haye Tikha tikha teer chubha haye Aur na pilao mujhe pagal na banao Meri aanhko se aankhe na milao Aur na pilao mujhe pagal na banao Aur na pilao mujhe pagal na banao Aur na pilao mujhe pagal na banao.

More songs from Ek Phool Ek Bhool

Pee Ke Aur Pyas Badhi Lyrics - Ek Phool Ek Bhool (1968) | Indian Film History