Indian Film History

Phir Se Lyrics

From Ek Se Badhkar Ek (2004)

Music
 Abbey
Lyricist
 Abbey
Duration
4:48
Phir se dil dukhane ye raat aayi Teri yaade ye saath layi Aansu banke aankhon mein chhayi Aankhen subah tak so na payi Yaad mujhe na aa dil tadpane na aa Jaa tu mujhe na kabhi yaad aa Tu mere jaane ke baad aa Taare aasma pe kyu jhilmilaye Chhayi kyu hai kali ghataye Chalti kyu hai thandi hawaye Yaade teri bhi kyu sataye Yaad mujhe na aa dil tadpane na aa Phir kyu yaad aaye gujre zamane Masti ke wo lamhe suhane Chaahat ke wo pyare tarane Haale dil tu mera na jaane Yaad mujhe na aa dil tadpane na aa Jaa tu mujhe na kabhi yaad aa Tu mere jaane ke bad aa Phir se dil dukhane ye raat aayi Teri yaade ye saath layi Aansu banke aankhon mein chhayi Aankhen subah tak so na payi Yaad mujhe na aa dil tadpane na aa.

More songs from Ek Se Badhkar Ek

Phir Se Lyrics - Ek Se Badhkar Ek (2004) | Indian Film History