Indian Film History

Sapna Re Sapna Hai Lyrics

From Ek Thi Daayan (2013)

Lyricist
Gulzar
Duration
5:47
Sapna re sapna Hai koi apna Ankhiyon mein aa bhar jaa.. Ankhiyoon ki dibiya Bhar de re nidiya Jadu se jadu kar jaa.. Sapna re sapna.. Hai koi apna Ankhiyon mein aa bhar jaa.. Ankhiyoon ki dibiyaa.. Bhar de re nindiyaa.. Jadu se jadu kar jaa na.. Bhoore-bhoore baadalon ke bhalu Loriyaan sunaayein laa laa raa roo Bhoore-bhoore baadalon ke bhalu Loriyaan sunaayein laa laa raa roo Taaroon ke kanchon se raat bhar khelenge Sapno mein chanda aur tu.. Sapna re sapna.. Hai koi apna Ankhiyon mein aa bhar jaa.. Peele-peele kesri hain gaaon Geeli-geeli chandani ki chaaon.. Peele-peele kesri hain gaaon Geeli-geeli chandani ki chaaon.. Bagulo ke jaise re Doobe hue hain re.. Pani mein sapnon ke paaon Sapna re sapna.. Hai koi apna Ankhiyon mein aa bhar jaa.. Ankhiyoon ki dibiyaa.. Bhar de re nindiyaa.. Jadu se jadu kar jaa na.. Sapna re sapna.. Ankhiyoon ki dibiyaa.

More songs from Ek Thi Daayan

Sapna Re Sapna Hai Lyrics - Ek Thi Daayan (2013) | Indian Film History