Jahan Hai Kadam Kadam Par Paap Lyrics | Ekadashi

Lyricist : Pandit Madhur
Music Director : Gunjal , Avinash Vyas
Singer : Geeta Dutt
                        
                        yahi hain kya sansar tumhara
jiske tum mai baap
jaha hain kadam kadam par paap
jaha hain kadam kadam par paap
chor lutero ke mathe par sadhupan ki chhap
jaha hain kadam kadam par paap
jaha hain kadam kadam par paap
yahi hain kya sansar tumhara
jiske tum mai baap
jaha hain kadam kadam par paap
jaha hain kadam kadam par paap

tan hain ujla man hain kala
sab japte matlab ki mala
uan hain ujla man hain kala
sab japte matlab ki mala
duniya apne dharm ko bhuli
tum baithe chup chap
jaha hain kadam kadam par paap
jaha hain kadam kadam par paap
yahi hain kya sansar tumhara
jiske tum mai baap
jaha hain kadam kadam par paap
jaha hain kadam kadam par paap

angaro par jivan gadi
ye kaisa hain khel khiladi
angaro par jivan gadi
ye kaisa hain khel khiladi
bhakto se bhagvaan ka jag me
hota nahi milap
jaha hain kadam kadam par paap
jaha hain kadam kadam par paap

yahi hain kya sansar tumhara
jiske tum mai baap
jaha hain kadam kadam par paap
jaha hain kadam kadam par paap