Indian Film History

Suno Kahani Lyrics

From Eklavya The Royal Guard (2007)

Duration
3:22
Suno kahani suno kahani Suno kahani suno kahani Eklavya ki nayee kahani ho Sune bahot the raja rani Yeh hai ek rakshak ki kahani Eklavya ki nayee kahani ho Bachche budhe sunle gyani Baat hai kal ki nahi puranee Eklavya ki nayee kahani ho Iska nahi koi duja sanee Ankhiyan mein bhar aave pani Yaad kare iski kurbani ho Janu na main janu na Janam maran ka bhed hai kya Main janu na janu na main janu na Dharam adharam ka bhed hai Kya main janu na janu na janu na Main kanth ka putla kuchh Bhi janu na janu na janu na Yeh khel hai kaisa rab ka janu na Suno kahani suno kahani Suno kahani suno kahani Eklavya ki nayee kahani ho Sune bahot the raja rani Yeh hai ek rakshak ki kahani Eklavya ki nayee kahani Ho janu na main janu na Janam maran ka bhed Hai kya main janu na Janu na main janu na Dharam adharam ka Bhed hai kya main janu na Suno kahani suno kahani Suno kahani suno kahani Eklavya ki nayee kahani ho Sune bahot the raja rani yeh Hai ek rakshak ki kahani Eklavya ki nayee kahani ho Bachche budhe sunle gyani baat Hai kal ki nahi puranee Eklavya ki nayee kahani ho Iska nahi koi duja sanee Ankhiyan mein bhar aave pani Yaad kare iski kurbani ho.

More songs from Eklavya The Royal Guard

Suno Kahani Lyrics - Eklavya The Royal Guard (2007) | Indian Film History