Meri Jindagi Me Koi Aanewala Hai Lyrics | Elaan

Lyricist : Sameer
Music Director : Vikram Bhatt , Anu Malik
Singer : Gayatri Ganjawala
                        
                        meri jindagi mein koi aanewaala hai aanewaala hai
teri jindagi se koi jaanewaala hai jaanewaala hai
dil ne mere kar diya kar diya elaan elaan elaan

dil tera bachaale re mujhse dil chhupaa le re
nazre meri dhundein tujhe aa apna banaale re
arsh se tutke jam sa gaya waqt jaise yahaan tham sa gaya
dil ne mere kar diya kar diya elaan elaan elaan

teri aankhon mein darr jaane hai kyun
jine ki chaah mein marta hai kyun
ho jaaye kab kya haadsa harkate aisi karta hai kyun
tu bhi chor hai main bhi chor hoon
tu hai khaamosh main shor hoon
dil ne mere kar diya kar diya elaan elaan elaan

meri jindagi mein koi aanewaala hai aanewaala hai
teri jindagi se koi jaanewaala hai jaanewaala hai
dil ne mere kar diya kar diya elaan elaan elaan
elaan elaan elaan