Indian Film History

Pyar Ki Dastan Lyrics

From Faraar (1965)

Lyricist
Kaifi Azmi
Duration
4:43
Pyar ki dastan tum suno to kahen Kya karega sunke jahaan Tum suno to kahen Pyar ki dastan tum suno to kahen Pyar ki dastan Do dilon ke milne se Sau diye jal jaate hain Do dilon ke milne se Sau diye jal jaate hain Aarzoo ki manzil tak Raaste sab aate hain Ham kahaan se aaye kahaan Tum suno to kahen Pyar ki dastan tum suno to kahen Pyar ki dastan Bas yahi to poochha tha Ek din kuchh sharmaake Bas yahi to poochha tha Ek din kuchh sharmaake Kyun gagan yoon miltaa hai Is zameen se ghabraake Ho gaye sab armaan jawaan Tum suno to kahen Pyar ki dastan tum suno to kahen Kya karega sunke jahaan Tum suno to kahen Pyar ki dastan tum suno to kahen Pyar ki dastan.

More songs from Faraar

Pyar Ki Dastan Lyrics - Faraar (1965) | Indian Film History