Indian Film History

Dhuaan Lyrics

From Fugly (2014)

Lyricist
arshia nahid
Duration
2:05
Dhuaan dhuaan Si hai zindagi Dhundhla sa hai Khwaab kahin Kho gayi jaane Kahaan woh khushi Dikhti nahi hai roshni Kaise din the aur Kaisi thi woh raatein Jab karte the hum Sapno se hi baatein Gum ho gayi hai woh hasi Hmm hmm hm Hmm hmm hm Ho na kinara haan Na sahara haan Jaane kahaan Main jaa raha Chalte chalte hey Raah par kyun Ruk si gayi hai zindagi Dhuaan dhuaan Si hai zindagi Dhundhla sa hai Khwaab kahin Kho gayi jaane Kahaan woh khushi Dikhti nahi hai roshni Yaari ka aisa asar tha Na koi fikra na darr tha Zinda dili se jeete the hum Ab waqt hum se khafa hai Jeene ki ab na wajah hai Yeh kaisa toofan aa gaya Chup chup ke Rone main laga Dhuaan dhuaan Si hai zindagi Dhundhla sa hai Khwaab kahin Kho gayi jaane Kahaan woh khushi Dikhti nahi hai roshni.

More songs from Fugly

Dhuaan Lyrics - Fugly (2014) | Indian Film History