Indian Film History

Tum Bin Sajan Lyrics

From Gaban (1966)

Lyricist
Shailendra
Duration
5:23
Tum bin sajan barse Nayan jab jab badal barse Tum bin sajan barse Nayan jab jab badal barse Majbur hum majbur Tum dil milane ko tarse Majbur hum majbur Tum dil milane ko tarse Nagin si yeh raat andheri Baithi hai dil ko gher ke Nagin si yeh raat andheri Baithi hai dil ko gher ke Ruthe jo tum sab chal Diye mukh pher ke Tum bin sajan barse Nayan jab jab badal barse Majbur hum majbur Tum dil milane ko tarse Yeh dil tere pyar ki khatir Jag se begana ho gaya Yeh dil tere pyar ki khatir Jag se begana ho gaya Ek khwab tha sab lut Gaya sab kho gaya Tum bin sajan barse Nayan jab jab badal barse Majbur hum majbur Tum dil milane ko tarse Pyase pyase nain humare Ro ro ke hare sajana Pyase pyase nain humare Ro ro ke hare sajana Aatho pahar barse Gagan iss angana Tum bin sajan barse Nayan jab jab badal barse Tum bin sajan barse Nayan jab jab badal barse Majbur hum majbur Tum dil milane ko tarse Majbur hum majbur Tum dil milane ko tarse.

More songs from Gaban

Tum Bin Sajan Lyrics - Gaban (1966) | Indian Film History