Deva Ganpati Lyrics | Game

                        
                        Deva ganpati deva ganpati deva

Sun le meri pukar le chal
Mujhe waha
Sun le meri pukar le chal
Mujhe waha
Jaha hai mera pyar
Jaha hai mera pyar
Deva ganpati deva ganpati deva
Deva ganpati deva ganpati deva

O duniya ko dene wale
Tune mera sab chhina
Bichhad ke apne sajan se
Ab mujhko nahi hai jina
O duniya ko dene wale
Tune mera sab chhina
Bichhad ke apne sajan se
Ab mujhko nahi hai jina
Leke yahi abhilasha
Aayi hoon main tere dwar
Deva ganpati deva ganpati deva
Deva ganpati deva ganpati deva

Pap adharm ki is dharti pe
Lout ke phir na ayenge
Jite ji to na mil paye
Mar ke hum mil jayenge
Pap adharm ki is dharti pe
Lout ke phir na ayenge
Jite ji to na mil paye
Mar ke hum mil jayenge
Uske bina nahi achcha lagta
Ye tera sansar
Deva ganpati deva ganpati deva
Deva ganpati deva ganpati deva

Sun le meri pukar le chal
Mujhe waha
Jaha hai mera pyar
Jaha hai mera pyar
Deva ganpati deva ganpati deva
Deva ganpati deva ganpati deva.