Indian Film History

Is Dharati, Is Khule Gagan Ka Kya Kehna Lyrics

From Ganga Tera Pani Amrit (1971)

Duration
4:55
Is dharti is khule Gagan ka kya kahna Madmati madbhari Pawan ka kya khana Phulo bhare ye Gulsan hare Magan hua tan Man kya kahna Phulo bhare ye Gulsan hare Magan hua tan Man kya kahna Gawalno ka roop Ghunghato ki aad me Gawalno ka roop Ghunghato ki aad me Gawalno ka roop Ghunghato ki aad me Panchhiyo ka pyar Bairiyo ki jaad me Pasvi ki jaan Khetiyo ke par se Panghato ki nar Bole is pukar se Dhadkan badhe Nasha sa chade Thirak uthe Ghaghan kya kahna Chapuo ke rag kah Rahe hai pyar se Chapuo ke rag kah Rahe hai pyar se Jud gaye hai aaj Kastiyo ke tar se Ja raha hai jane Kon kisi ki chah me Bas raha hai kon Jane kis nigaha me Do dil mile to Kaliya khile Machalti uthe Dhadkane Kya kahna Do dil mile to Kaliya khile Machalti uthe Dhadkane kya kahna Is dharti is khule Gagan ka kya kahna Madmati madbhari Pawan ka kya khana Phulo bhare Ye gulsan hare Magan hua tan Man kya kahna Bas gayi hai nigaha Jab kahi tum aaye ho Kya meri pukar Sunke bhi praye ho Bas gayi hai nigaha Jab kahi tum aaye ho Kya meri pukar Sunke bhi praye ho Itna intzar roj Kar na paungi Rok lungi aaj ya Mai sath jaugi Duri ghati to ye Duvidha hate to Fir mere sajan Kya kahna Duri ghati to ye Duvidha hate to Fir mere sajan Kya kahna Is dharti is khule Gagan ka kya kahna Madmati madbhari Pawan ka kya khana Phulo bhare Ye gulsan hare Magan hua tan Man kya kahna Phulo bhare ye Gulsan hare Magan hua tan Man kya kahna.

More songs from Ganga Tera Pani Amrit

Is Dharati, Is Khule Gagan Ka Kya Kehna Lyrics - Ganga Tera Pani Amrit (1971) | Indian Film History