Indian Film History

Apna Gaon Sambhalo Lyrics

From Gaon Hamara Sheher Tumhara (1972)

Duration
5:33
Nayi hawa me udane dekho Van ka mor chala Apna gaon sambhalo Mai to sahar ki aur chala Apna gaon sambhalo Mai to sahar ki aur chala Nayi hawa me udane dekho Van ka mor chala Apna gaon sambhalo Mai to sahar ki aur chala Apna gaon sambhalo Mai to sahar ki aur chala Sunte hai sahar main Jab jab sawan bhado aata hai Sunte hai sahar main Jab jab sawan bhado aata hai Paani ki bundo ke badale hare note barsata hai Bhar leta hai jholi jiska jitana jor chala Apna gaon sambhalo Mai to sahar ki aur chala Apna gaon sambhalo Mai to sahar ki aur chala Ye bhi suna hi raat waha ki din ko sarmati hai Ye bhi suna hi raat waha ki din ko sarmati hai Diwaaro ko haath lagao to batti jal jaati hai Apnae ghar to diya kabhi sari raat jala Apna gaon sambhalo Mai to sahar ki aur chala Apna gaon sambhalo Mai to sahar ki aur chala Ye dharti aakash Vaha bhi hoga ya na hoga Ye dharti aakash Vaha bhi hoga ya na hoga Dekha jayega kismat me Jo bhi likha hoga Nikal pade jab ghar se Kyu na karega ram bhala Apna gaon sambhalo Mai to sahar ki aur chala Apna gaon sambhalo Mai to sahar ki aur chala.

More songs from Gaon Hamara Sheher Tumhara

Apna Gaon Sambhalo Lyrics - Gaon Hamara Sheher Tumhara (1972) | Indian Film History