Indian Film History

Mere Dil Ko Lyrics

From Gauna (1950)

Duration
3:14
Mere Dil Ko Jalaya Na Karo Mere Dil Ko Jalaya Na Karo Mere Sang Bolte Nahi Na Bolo Mere Sang Bolte Nahi Na Bolo Meri Gali Mein Bhi Meri Gali Mein Bhi Aaya Na Karo Mere Dil Ko Jalaya Na Karo Badi Aayi Gali Wali Dekh Liya Rob Tera Kar Chuki Sawal Gori Sun Lo Jawab Mera Gali Tere Baap Ki Nahi Baap Ki Nahi Mujhe Ankhiya Dikhaya Na Karo Mujhe Ankhiya Dikhaya Na Karo Mere Dil Ko Jalaya Na Karo Mere Dil Ko Jalaya Na Karo Achha Meri Baat Suno Tab Tumhe Jaane Ek Baat Tum Mano Ek Hum Mane Gali Mein To Aao Babu Ji Aao Babu Ji Mere Sapno Mein Aaya Na Karo Mere Sapno Mein Aaya Na Karo Mere Dil Ko Jalaya Na Karo Wah Wah Khub Tujhi Main Na Kabu Aaunga Gali Mein Bhi Aaunga Sapno Mein Bhi Aaunga Jise Nahi Sath Rakhana Sath Rakhana Use Apna Banaya Na Karo Use Apna Banaya Na Karo Mere Dil Ko Jalaya Na Karo Mere Dil Ko Jalaya Na Karo

More songs from Gauna