Indian Film History

Gayab Hoke Lyrics

From Gayab (2004)

Duration
5:15
jadu hai yeh hai sapna Kuchh mil gaya hai apne Ehsas yeh naya hai Is me bhi maja hai Khota hai yeh khara hai Kuchh bhi nahi chhupa hai Chhaya junun kaise Duniya lage ajuba Gayab hoke sab dikhta Hai mai jahan bhi rahu Koyi naa mujhko dekhe Mai sabko dekhu Gayab hoke sab dikhta Hai mai jahan bhi rahu Koyi naa mujhko dekhe Mai jahan bhi rahu Koyi naa mujhko dekhe Mai sabko dekhu Jadu hai ya sapna kuchh Mil gaya hai apna Chhaya junun kaise Duniya lage ajuba Thoda thoda dard Bhi sahna hai pada Rutha rutha har Koyi apna tha mera Aaj baho mai aasman bhi hai Ek sathi naa ho Toh kuchh bhi nahi Woh bhi mil jaye Dil jise chahe Pyar se ho jayegi Zindagi hasin Har hal me yeh hoga Woh mere pas hoga Chhaya junun kaisa Duniya lage ajuba Gayab hoke sab dikhta Hai mai jahan bhi rahu Koyi naa mujhko dekhe Mai sab ko dekhu Darna jhukna naa Raha pehle jaise Aage mai hu mere Pichhe hai rasta Aaj har baji mare hatho me Mujhpe huwa hai Mera khuda meharban Kuchh bhi kar jau Mai jidhar bhi jau Hu bhi nahi bhi hu Mai yahan se wahan Khidki hai ya jharoka Kisne hawa ko roka Chhaya junun kaisa Duniya lage ajuba Gayab hoke sab dikhta Hai mai jahan bhi rahu Koyi naa mujhko dekhe Mai sabko dekhu Gayab hoke sab dikhta Hai mai jahan bhi rahu Koyi naa mujhko dekhe Mai sabko dekhu.

More songs from Gayab

Gayab Hoke Lyrics - Gayab (2004) | Indian Film History