Indian Film History

Nazar Se Mil Hi Jayegi Nazar Lyrics

From Gazab (1951)

Lyricist
A Karim
Duration
6:13
najar se mil hi jaygi najar najar se mil hi jaygi najar aahista aahista meri aahon mein aayega asar meri aahon mein aayega asar aahista aahista meri aahon mein aayega asar majare kash par jab ruhe naina ek din aai karbano ke murjhaye huye kuchh phool bhi laai naki jab phool rakhane kabr se aawaj ye aai chatha na phool janeman magar chatha na phool janeman magar aahista aahista meri aahon mein aayega asar meri aahon mein aayega asar aahista aahista meri aahon mein aayega asar ha dil mein kah raha farhan siri se juda hokar mohabbat ki gali mein hamne kya paya hai dil khokar uthaya usne pesha phir kaha peshe se yu rokar mere dil ke karo tukade agar mere dil ke karo tukade agar aahista aahista meri aahon mein aayega asar meri aahon mein aayega asar aahista aahista meri aahon mein aayega asar gai jab rani dharman ek dariya pe nahane ko waha baitha tha chilidar afsana sunane ko kaha usne ke rani chhod de sare jamane ko basana hai agar uska safar basana hai agar uska safar aahista aahista meri aahon mein aayega asar meri aahon mein aayega asar aahista aahista meri aahon mein aayega asar hamari dasta bhi laila majnu ka fasana hai tumhare vaste ab dil mein mitane ki tamnna hai hamare aur tumahre pyar mein bas fark itna hai idhar to jaldi jaldi hai udhar idhar to jaldi jaldi hai udhar aahista aahista meri aahon mein aayega asar meri aahon mein aayega asar aahista aahista meri aahon mein aayega asar mohabbat ki bhari mahfil mein ye kaisa najara hai tumahare hai kadam aur unse lipta dil hamara hai na isko bhul jana dil hamara gar tumhara hai mera dil tode na kaha magar mera dil tode na kaha magar aahista aahista meri aahon mein aayega asar meri aahon mein aayega asar aahista aahista meri aahon mein aayega asar javani ne abhi ulfat ka afsana nahi sikha kisi ke vaste barbad ho jana nahi sikha abhi meri adao ne bhi sharmana nahi sikha mujhe sabkuchh sikha dena magar mujhe sabkuchh sikha dena magar aahista aahista meri aahon mein aayega asar meri aahon mein aayega asar meri aahon mein aayega asar meri aahon mein aayega asar meri aahon mein aayega asar aahista aahista meri aahon mein aayega asar

More songs from Gazab

Nazar Se Mil Hi Jayegi Nazar Lyrics - Gazab (1951) | Indian Film History