Kaise Kahoon Main Baat Jiya Ki Sanwariya Pyar Me Tere Ho Gayi Mai To Bawariya Lyrics | Gehra Daag

Lyricist : Shakeel Badayuni
Music Director : O P Ralhan , Ravi
Singer : Asha Bhosle
                        
                        kaise kahu main baat jiya ki, sawariya pyar me teri
ho gayi mai to banwariya
kaise kahu mian baat jiya ki, sawariya pyar me teri
ho gayi mai to banwariya

aaj nahi kasme, bas gaya tu nas nas me
dubh gayi meri pyasi
ankhiya prit ke, mithe rash me
chalkan lagi laaz, sharam gagriya
pyar me teri mai to, ho gayi mai to bawariya

nain hasi ke dhadke, ang ang mera fadke
tumne kiya to jadu mujh par
rahti hai khudh se bichad ke
cham cham bole, meri khushi ki janjriya
pyar me teri mai to, ho gayi mai to bawariya

tune jiya me dari, ek nayi chingari
mandur milan ke khel me, sajan tu jeeta mai haari
bajan lagi pyar basuriya
pyar me teri mai to, ho gayi mai to bawariya
kaise kahu baat jiya ki, sawariya laarmai teri
ho gayi mai to banwariya.