Indian Film History

Chidiya Bole Chun Chun Lyrics

From Ghar Aaya Mera Pardesi (1993)

Duration
5:13
Chidiya bole chun chun chun Bhawra bole gun gun gun Mena kahe meri sun Jiwan ek nagina hai Haste gaate jeena hai Ye zindagi chaar din Pyar hamara na tute Saath hamara na chhute Chidiya bole chun chun chun Bhawra bole gun gun gun Mena kahe meri sun Nadiya kehti behta jaa Behna hi to teri zindagi hai Nadiya kehti behta jaa Behna hi to teri zindagi hai Bagiya kehti khilta jaa Khilna hi to phulo ki hasi hai Pathjad kehta bichhat gaye to Phir se milenge milke rahenge Chidiya bole chun chun chun Bhawra bole gun gun gun Mena kahe meri sun Jiwan ek nagina hai Haste gaate jeena hai Ye zindagi chaar din Barso barse sawan bhado Aaya na tu meri kya khata thi Barso barse sawan bhado Aaya na tu meri kya khata thi Chanda suraj nikle roj Tere beena zindagi saja thi Tut raha tha aas ka dhaga Dam ruk jata tu jo na aata Chidiya bole chun chun chun Bhawra bole gun gun gun Mena kahe meri sun Jiwan ek nagina hai Haste gaate jeena hai Ye zindagi chaar din Pyar hamara na tute Saath hamara na chhute.

More songs from Ghar Aaya Mera Pardesi

Chidiya Bole Chun Chun Lyrics - Ghar Aaya Mera Pardesi (1993) | Indian Film History