Indian Film History

Dekho Aaya Hai Kaisa Zamana Lyrics

From Ghar Akhir Ghar Hai (1988)

Lyricist
B S Mahalwai
Duration
6:30
Waqt ki aandhi ke aage Jhukte takhto taz Waqt hansaye waqt rulaye Sab kuch waqt ke hath Dekho aaya hain O dekho aaya hain Kaisa zamana Bhai bhai mein Raha na aaj pyar Dekho aaya hain O dekho aaya hain Kaisa zamana Bhai bhai mein raha Na aaj pyar Dekho aaya hain Kaisa zamana Kitne armano se tune Tha ye mahal banaya Tha ye mahal banaya Jisko apna samjha wohi Kam na tere aaya Kam na tere aaya Bikhar gaye the sare sapne Ujad gaya gharbar tera Ujad gaya gharbar tera Dekho aaya hain O dekho aaya hain Kaisa zamana Bhai bhai mein Raha na aaj pyar Dekho aaya hain Kaisa zamana Jis bagiya ko sincha tune Karta tha rakhwali Karta tha rakhwali Aaj tere hi samne uski Bikhri dali dali Bikhri dali dali Patjhad aaya roye bulbul Phool bhi huya gham sa Phool bhi huya gham sa rai malik Dekho aaya hain O dekho aaya hain Kaisa zamana Bhai bhai mein raha Na aaj pyar Dekho aaya hain Kaisa zamana Ab kahe pachhtaye hey tu Karta tha mera mera Karta tha mera mera Uth gaya dana pani re Panchhi kar le kahi basera Kar le kahi basera Is duniya mein kon hain kiska Sab riste bekar Riste bekar yaha to Dekho aaya hain, O dekho aaya hain Kaisa zamana Bhai bhai mein Raha na aaj pyar Dekho aaya hain Kaisa zamana.

More songs from Ghar Akhir Ghar Hai

Dekho Aaya Hai Kaisa Zamana Lyrics - Ghar Akhir Ghar Hai (1988) | Indian Film History