Indian Film History

Sabko Bhagwan Dekh Raha Tu Lyrics

From Ghar Ghar Ki Baat (1959)

Duration
4:39
Sabko bhagwan dekh raha tu Sabko bhagwan dekh raha tu Sabka palan hara tu jis ka Jag me koi nahi hai uska ek sahara tu Sabko bhagwan dekh raha tu Sabka palan hara tu jis ka Jag me koi nahi hai uska ek sahara tu Sabko bhagwan dekh raha tu One two three four Sahara mil gaya haseen baho ka Ishara ho gaya teri nigaho ka Bahar bhi jawan hai me teri tu kamal ye Hai tera liye hai zindagi Zindagi me tab hi sukh hai Zindagi me tab hi sukh hai Jab hum tera dhyan dhare Dur ho jiwan se andhiyara Jag me sukh ke deep jale Sabko bhagwan dekh raha tu Jalainge Shamma ki low se parwane Milaing pyar me aaja diwane Bada maza hai pyar me kisi ke Intazar me ye nam hai isi ka zindagi Sabko bhagwan dekh raha tu Sabko bhagwan dekh raha tu Sabka palan hara tu jis ka Jag me koi nahi hai uska ek sahara tu Sabko bhagwan dekh raha tu Zindagi hai isi me prani Zindagi hai isi me prani Bhagawan ke gun gave tu Do din kan hai jiwan sara Isko safal bana le tu Sabko bhagwan dekh raha tu Bana lo humsafar koi raho me Basa lo pyar meri nigaho me Nazar mile jaha jale jaha Se dur hum chale dushman hai Duniya pyar ki.

More songs from Ghar Ghar Ki Baat

Sabko Bhagwan Dekh Raha Tu Lyrics - Ghar Ghar Ki Baat (1959) | Indian Film History