Indian Film History

Badli Si Chayi Hai Lyrics

From Ghar Jamai (1992)

Duration
5:22
Badali si chhaayi hain Barakha rut aayi hain Badali si chhaayi hain Barakha rut aayi hain Aaja meri baahon mein Tu kyun sharmaayi hain Tu kyun ghabraayi hain Badali si chhaayi hain Barakha rut aayi hain Aaja meri baahon mein Tu kyun sharmaayi hain Tu kyun ghabraayi hain Mausam harjaayi hain Mehaki purwaayi hain Chhed na mujhako Raahon mein Chunari lehraayi hain Behaki angdaayi hain Rim jhim phuhaaron ke Mahine mein Aane laga hain Maja jeene mein Rim jhim phuhaaron ke Mahine mein Aane laga hain Maja jeene mein Tauba kasam hai tujhako Dekhe kyun aise mujhako Dhakdhak si hone Lagi sine mein O aise ithalaayi hain Mann ko tu bhaayi hain Aaja meri baahon mein Tu kyun sharmaayi hain Tu kyun ghabraayi hain Mausam harjaayi hain Mehaki purwaayi hain Chhed na mujhako Raahon mein Chunari lehraayi hain Behaki angdaayi hain Bheegi suhaani Mulaakaaton mein Shola gire hain Barsaaton mein Bheegi suhaani Mulaakaaton mein Shola gire hain Barsaaton mein Aankhon se door Na ja aaja kareeb aaja Khone laga main Tere baaton mein Naagin balkhaayi hain Pyaasi tanhaayi hain Chhed na mujhako Raahon mein Chunari lehraayi hain Behaki angdaayi hain Badali si chhaayi hain Barakha rut aayi hain Aaja meri baahon mein Tu kyun sharmaayi hai Tu kyun ghabraayi hain Chunari lehraayi hain Behaki angdaayi hain.

More songs from Ghar Jamai

Badli Si Chayi Hai Lyrics - Ghar Jamai (1992) | Indian Film History