Indian Film History

Main Tumse Pyar Karta Hu Lyrics

From Ghar Ki Izzat (1994)

Lyricist
Anjaan
Duration
5:22
Main tumse pyar karta hoon Ha ha ji pyar karta hoon Deewana war karta hoon Main tumse pyar karta hoon Aisi baat na bolo dil ke raaz na Kholo kaise pagal premi ho chhodo na Chhodo na main tumse pyar karta hoon Ha ha ji pyar karta hoon Deewana war karta hoon Main tumse pyar karta hoon Aisi baat na bolo dil ke raaz na Kholo kaise pagal premi ho Chhodo na chhodo na Ye dil chahe bas tujhko dekha karu Bina dekhe tujhko mein ji na saku Ye dil chahe bas tujhko dekha karu Bina dekhe tujhko mein ji na saku Hua pyar to pyar kyu na karu kiya Pyar to kyu kisi se daru dil ki baat Na mano pehle pyar ko jano kaise Pagal premi ho chhodo na chhodo na Main tumse pyar karta hoon Ha ha ji pyar karta hoon Deewana war karta hoon Main tumse pyar karta hoom Tumhe pujta hai deewana ye dil Mohobat ke mandir ki murat ho tum Tumhe pujta hai deewana ye dil Mohobat ke mandir ki murat ho tum Tumhe dekh kar hosh ho jaye gum Qayamat se pehle qayamat ho tum Janam hosh mein aao na yu mujhko Behkao kaise pagal premi ho chhodo na Chhodo na main tumse pyar karta hoon Ha ha ji pyar karta hoon Deewana war karta hoon Main tumse pyar karta hoon Aisi baat na bolo dil ke raaz na Kholo kaise pagal premi ho Chhodo na chhodo na.

More songs from Ghar Ki Izzat

Main Tumse Pyar Karta Hu Lyrics - Ghar Ki Izzat (1994) | Indian Film History