Indian Film History

Taaron Ki Toliyon Pe Lyrics

From Ghar Ki Izzat (1948)

Lyricist
I C Kapoor
Duration
2:16
Taaron Ki Toliyon Pe Kaisa Hai Ye Nikhaar Taaron Ki Toliyon Pe Kaisa Hai Ye Nikhaar Hai Kiska Intzaar Hai Kiska Intzaar Hai Kiska Intzaar Hai Kiska Intzaar Taaron Ki Toliyon Pe Kaisa Hai Ye Nikhaar Hai Kiska Intzaar Hai Kiska Intzaar Aasmaan Pe Aaj Ek Mehmaan Aayega Wo Noor Saari Duniya Pe Apna Lutaayega Aasmaan Pe Aaj Ek Mehmaan Aayega Wo Noor Saari Duniya Pe Apna Lutaayega Nikla Nahin Hai Chaand Sitaare Hain Beqaraar Nikla Nahin Hai Chaand Sitaare Hain Beqaraar Hai Kiska Intzaar Hai Kiska Intzaar Chanda Ka Intzaar Hai Chanda Ka Intzaar Taaron Ki Toliyon Pe Kaisa Hai Ye Nikhaar Hai Kiska Intzaar Hai Kiska Intzaar Har Saans Mera Naghma Dhadkan Meri Taraana Har Saans Mera Naghma Dhadkan Meri Taraana Khaamosh Ki Jubaan Pe Khaamosh Ka Fasaana Khaamosh Ki Jubaan Pe Khaamosh Ka Fasaana Baj Raha Hai Apne Aap Dil Ka Taar Taar Baj Raha Hai Apne Aap Dil Ka Taar Taar Hai Kiska Intzaar Hai Kiska Intzaar Chanda Ka Intzaar Hai Chanda Ka Intzaar Taaron Ki Toliyon Pe Kaisa Hai Ye Nikhaar Hai Kiska Intzaar Hai Kiska Intzaar.

More songs from Ghar Ki Izzat

Taaron Ki Toliyon Pe Lyrics - Ghar Ki Izzat (1948) | Indian Film History