Mere Ghar Me Nahi Takrar Lyrics | Ghar Sansar

Lyricist : Indeevar
Music Director : Vimal Kumar , Rajesh Roshan
Singer : Asha Bhosle
                        
                        chot lagi kaha yaha yaha vaha
bata na saku main kaha sine me dil hai jaha
chot lagi kaha yaha yaha vaha
bata na saku main kaha sine me dil hai jaha
haal mera puchh ke ji aap kya karege
zakhm ho to dikhala do maraham rakh dege
zakhm aaye badan pe kaha yaha vaha
bata na saku main kaha
jaan ko dekhe nazar vo kaha
chot lagi kaha yaha yaha vaha
bata na saku main kaha sine me dil hai jaha
chot lagi tujhe dard mujhe ho raha hai
pyaar ke bij tu mere man me bo raha hai
laga chahat ka tir kaha yaha vaha
bata na saku main kaha
dard kaa kisane dekha nisha
chot lagi kaha yaha yaha vaha
bata na saku main kaha sine me dil hai jaha
baar baar kyu takarati ho tum mujh se
koi to rishta hai tera meri zindagi se
ye takkar le jaayegi kaha yaha vaha
bata na saku main kaha

likha kismat me hoga jaha
chot lagi kaha yaha yaha vaha
bata na saku main kaha sine me dil hai jaha