Indian Film History

Barbaad Ho Raha Hai Lyrics

From Gharbar (1953)

Lyricist
Indeevar
Duration
3:23
Barbaad ho raha hai Ik ghar basa basaaya Barbaad ho raha hai Ik ghar basa basaaya Duniya ne teri maalik Ye din hamen dikhaaya Barbaad ho raha hai Tinke hi aashiyaan ke Aapas mein lad rahe hain ae ae Tinke hi aashiyaan ke Aapas mein lad rahe hain ae ae Patjhad si chhaa rahi hai ae ae Naghme ujad rahe hain Patjhad si chhaa rahi hai ae ae Naghme ujad rahe hain ae ae Kaisa hawa ka jhonka Mere mein aaya Kaisa hawa ka jhonka Mere mein aaya Duniya ne teri maalik Ye din hamen dikhaaya Barbaad ho raha hai Soojhe nahin hai kuchh bhi Badli ghamon ki chhaayi ee ee Soojhe nahin hai kuchh bhi Badli ghamon ki chhaayi ee ee Fariyaad leke dukhiya aa aa Kadmon mein tere aayi Fariyaad leke dukhiya aa aa Kadmon mein tere aayi ee ee Mit jaayenge jahaan se Toone na gar basaaya aa aa Mit jaayenge jahaan se Toone na gar basaaya Duniya ne teri maalik Ye din hamen dikhaaya Barbaad ho raha hai.

More songs from Gharbar

Barbaad Ho Raha Hai Lyrics - Gharbar (1953) | Indian Film History