Yauwan Chhalke Yu Tan Se Lyrics | Gharwali Baharwali

Lyricist : Indeevar
Music Director : Iqbal Ansari , Swamy Ameet
Singer : K J Yesudas
                        
                        yauwan chhalke yu tan se
khushbu nikle kanchan se
aa ke naa jana jeewan se
aa ke naa jana jeewan se
yauwan chhalke yu tan se
khushbu nikle kanchan se
tum meri takdeer ka taara
tum meri takdeer ka taara
amrit ras ki tum ho dhara
amrit ras ki tum ho dhara
phir se jinda kar sakti ho
phir se jinda kar sakti ho chitvan se
yauwan chhalke yu tan se
khushbu nikle kanchan se

sahra jaisa jeewan mera
sahra jaisa jeewan mera
pyar ka pyasa tan man mera
pyar ka pyasa tan man mera
aangan mera madhuban kardo
aangan mera madhuban kardo darshan se
yauwan chhalke yu tan se
khushbu nikle kanchan se

jeewan mera sang ko tarse
jeewan mera sang ko tarse
ang tumhare ang ko tarse
ang tumhare ang ko tarse
aajao to baandh ke rakhlu
aajao to baandh ke rakhlu nainan se
yauwan chhalke yu tan se
khushbu nikle kanchan se
aa ke naa jana jeewan se
aa ke naa jana jeewan se
aa ke naa jana jeewan se
aa ke naa jana jeewan se
aa ke naa jana jeewan se.