Indian Film History

Ek To Mera Mastana Shabab Lyrics

From Gora Aur Kala (1972)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
5:06
Haay haay haay ek to Mera mastana shabab Uspe ghira di re tune sharab Haye haay haay re ek to Mera mastana shabab Uspe ghira di re tune sharab Ye kya kiya diwane Ab kya hoga na jane Kaam kiya tune bada hi kharab Ek to mera mastana shabab Uspe ghira di re tune sahrab Haay haay haay ek to Mera mastana shabab Uspe ghira di re tune sahrab Ek fidda mujhpe jamana Tu kadar meri na jana Chodh du mai aana jana Todh du dil ka paimana Ek fidda mujhpe jamana Tu kadar meri na jana Chodh du mai aana jaana Tod du dil ka paimana Par kya karu mai tera Nahi hai jawaab Haye re ek to mera Mastana shabab Uspe ghira di re tune shrab Hosh me aao mastane Dekh iss jaalim diwane Mere chehre pe likhi hai Pyar mohabbat ke afasane Hosh me aao mastane Dekh iss jaalim diwane Mere chehre pe likhi hai Pyar mohabbat ke afasane Tune padhi na kabhi Mere dil ki kitabh Haye haye re ek to Mera mastana shabab Uspe ghira di re tune sharab Sun mohabbat ki ye kahani Jal gayi meri ye jawani Tune sholo ko hawa di Aag pe dala na paani Sun mohabbat ki ye kahani Jal gayi meri ye jawani Tune sholo ko hawa di Aag pe dala na paani Teri jafao ka jalim Hai na koi hisaab Haay haay haay ek to Mera mastana shabab Uspe ghira di re tune sharab Ye kya kiya diwane ab Kya hoga na jaane Kaam kiya tune bada hi kharab Haay haay haay ek to Mera mastana shabab Uspe ghira di re tune sharab.

More songs from Gora Aur Kala

Ek To Mera Mastana Shabab Lyrics - Gora Aur Kala (1972) | Indian Film History