Indian Film History

sahebaan Lyrics

From Guddu Rangeela (2015)

Lyricist
Irshad Kamil
Duration
1:33
Mera hai jo bhi tu sahebaan Tha bhi tu, hai bhi tu Mera hai jo bhi tu sahebaan Tha bhi tu, hai bhi tu Chalte chalte udna chaahu tumko lekar Tumko le loon iss duniya se khud ko dekar Mera hai jo bhi tu sahebaa Tha bhi tu, hai bhi tu Mera hai jo bhi tu sahebaa Tha bhi tu, hai bhi tu O..jab tak main tera naa huaa tha Jaise ki haara sa juaa tha Maati ye meri hui sonaa Tune jab aankhon se chhua tha Tera gehna pehna Tere hoke rehna Jhootha hai wo ishqa Jiski koi teh naa Tumsa main hu-ba-hu Mera hai jo bhi tu sahebaan Tha bhi tu..hai bhi tu Mera hai jo bhi tu sahebaan..sahebaan Sahebaan..

More songs from Guddu Rangeela