Indian Film History

Aayega Kaun Yaha Lyrics

From Gumnaam (1965)

Lyricist
Shailendra
Duration
3:48
Aa aa aayega kaun yaha Kisko sadaye deta hai dil Aa aa apna hai kaun yaha Kisko sadaye deta hai dil Aa aa aayega kaun yaha Pyaar ka dhokha Khawaab suhaana Dekha thha jo kabhi Aaj usi ki yaad se lipti Roti hai zindagi Roti hai zindagi Aa aa dushman Hai sara jahaan Kisko sadaye deta hai dil Aa aa aayega kaun yaha Mere dil ke ik kone mein Jalta thha jo diya Jaane kaisi aandhi aayi Aur woh bujh gaya Aur woh bujh gaya Aa aa ab to hai sirf dhuaan Kisko sadaye deta hai dil Aa aa aayega kaun yaha Kisko sadaye deta hai dil Aa aa aayega kaun yaha.

More songs from Gumnaam

Aayega Kaun Yaha Lyrics - Gumnaam (1965) | Indian Film History