Indian Film History

Na Main Dil Ki Baat Lyrics

From Gunah (1953)

Duration
3:04
Na main dil ki baate bataungi Na main yaad banke sataungi Na main yaad banke sataungi Mujhe kasam hai tere pyaar ki Mujhe kasam hai tere pyaar ki Main toh khawab mein bhi na aaungi Main gale padu ke gila karu Main gale padu ke gila karu Meri kyaa maza leke uff karu Tere mann se jo mila mujhe Tere mann se jo mila mujhe Main usi se phool khilaungi Main usi se phool khilaungi Na main dil ki baate bataungi Sab bhul ke jo tu aaye gaa Sab bhul ke jo tu aaye gaa To main raah mein aakhe bichhaungi Tu bhi dekh le na aajmaa Tu bhi dekh le na aajmaa Ki main tera lekha mitaungi Ki main tera lekha mitaungi Na main dil ki baate bataungi Na main yaad banke sataungi Mujhe kasam hai tere pyaar ki Main toh khawab mein bhi na aaungi Main toh khawab mein bhi na aaungi Main toh khawab mein bhi na aaungi Main toh khawab mein bhi na aaungi.

More songs from Gunah

Na Main Dil Ki Baat Lyrics - Gunah (1953) | Indian Film History