Jal Barsaye Nayanwa Lyrics | Gunjan

Lyricist : S R Saaj
Music Director : Anoop Kakkad , Ashok Ghosh
Singer : Nalini Jaywant
                        
                        jal barsaye nainwa
man mein kaisi aag lagi
man mein kaisi aag lagi
man mein kaisi aag lagi
kyo aa gayi jawani
mujhpar liye dukho ka haar
gaya kaha wo bhola bachapan
kit lado pyari
uljhan mein hai jaan fansi
ye kaisi aah lagi
man mein kaisi aag lagi
man mein kaisi aag lagi

main samjhi thi prem kali se
mahak uthegi kyari
jane eka ek hua kya
kali bani chigari
ek deepak se ghar jalta hai
dhuaa nikal na paye
ghut ghut kar marti abla
nikale na munh se aah
uljhan mein hai jaan fansi
ye kaisi aah lagi
man mein kaisi aag lagi
man mein kaisi aag lagi