Indian Film History

Ghayal Ghayal Lyrics

From Guru (1989)

Lyricist
Indeevar
Duration
6:45
Ghayal ghayal ghayal Tune mujhe kar diya Tahe dil se tujhe chaaha Mukkadar se tujhe maanga Tahe dil se tujhe chaaha Mukkadar se tujhe maanga Tujhe maanga tujhe Maanga tujhe maanga Pagal pagal pagal Tune mujhe kar diya Bahaaya jo lahu dil ka Mehfil ko rang diya Bahaaya jo lahu dil ka Mehfil ko rang diya Rang diya rang diya Yeh sab jhut hai maine Ise goli maari hai Manu niki main sach kehata hu Yeh aur naach nahin paayegi Yeh mar jaayegi Sabki nigahein tujhpe lagi hai Rakhana zara hausala Ghungaru nahin tere paanv Mein bijali hai yun na tu tufaan utha Sabki nigahein tujhpe lagi hai Rakhana zara hausala Ghungaru nahin tere paanv mein Bijali hai yun na tu tufaan utha Bahot hai ghum hai saansein Kam kisi dam ka bharosa kya Bahot hai ghum hai saansein Kam kisi dam ka bharosa kya Bharosa kya bharosa kya Are ghayal ghayal ghayal Tune mujhe kar diya Tahe dil se tujhe chaaha Mukkadar se tujhe maanga Tahe dil se tujhe chaaha Mukkadar se tujhe maanga Tujhe maanga tujhe Maanga tujhe maanga Are tere liye hi aayi yaha Mein saara jahaan chhodake Titali ke jaise udati phiru Main chaahe jidhar mod le Tere liye hi aayi yaha mein Saara jahaan chhodake Titali ke jaise udati phiru Main chaahe jidhar mod le Huwa paida jahaan jabse Main tab se hoon tera shaida Huwa paida jahaan jabse Main tab se hoon tera shaida Tera shaida tera shaida Pagal pagal pagal Tune mujhe kar diya Bahaaya jo lahu dil ka Mehfil ko rang diya Bahaaya jo lahu dil ka Mehfil ko rang diya Are pagal pagal pagal Tune mujhe kar diya Bahaaya jo lahu dil ka Mehfil ko rang diya Rang diya rang diya.

More songs from Guru