Indian Film History

Mehfooz Lyrics

From Hacked (2020)

Duration
3:14
Aye subah tu ja falak se Laut ja zara Raat tham ke kar rahi hai Humse mashwara Aye subah tu ja falak se Laut ja zara Raat tham ke kar rahi hai Humse mashwara Baadalon se kehdo jaa ke Main fanaa hua Bin bataaye, bin rijhaaye Bas tera hua.. Mehfooz hai meri baahon mein Ab se tu sadaa Main chal padun teri raahon mein Ab se yun sadaa Mehfooz hai meri baahon mein Ab se tu sadaa Main chal padun teri raahon mein Ab se yun sadaa.. Aye shiqaayat ab zaroorat naa rahi teri Aye nasihat phir milenge, hai dua meri Ab fasaana, ab thikaana, tu mera huaa Zindagi ka har bahaana, tu mera huaa Mehfooz hai meri baahon mein Ab se tu sadaa Main chal padun teri raahon mein Ab se yun sadaa Mehfooz hai meri baahon mein Ab se tu.. sadaa Main chal padun teri raahon mein Ab se yun sadaa..

More songs from Hacked