Indian Film History

Mere Mehboob Kuch Bhi Ho Lyrics

From Hamara Khandan (1988)

Duration
2:34
Mere mehboob kuch bhi ho Abhi afsana baki hai Abhi meri wafa ka aakhiri Nazrana baki hai Tumhara chahne wala Abhi deewana baki hai Tumhara chahne wala Abhi deewana baki hai Tumhara chahne wala Mere mehboob kuch bhi ho Tumhara chahne wala Abhi deewana baki hai Tumhara chahne wala Abhi deewana baki hai Zamana chahe tadpaye Zamana chahe thukra de Zamana chahe tadpaye Zamana chahe thukra de Ye wada hai ke pure honge Mere yaar ke wade Aye shama mat baha aansu Aye shama mat baha aansu Abhi parwana baki hai Aye shama mat baha aansu Abhi parwana baki hai Mere mehboob tumhara Chahne wala abhi Deewana baki hai Aaj bhi sath hai chahat Ka wo ek ek lamha Hum zuda hoke bhi Dildar nahi hai tanha Na tuta hai na tutega Hamare pyar ka sapna Na tuta hai na tutega Hamare pyar ka sapna Paro pe leke uad jayega Ek din aashiya apna Bala se bag ujda hai Bala se bag ujda hai Abhi virana baki hai Bala se bag ujda hai Abhi virana baki hai Mere mehboob tumhara Chahne wala abhi Deewana baki hai Jo chahat de nahi sakte Wo kaise chhin sakte hai Jo chahat de nahi sakte Wo kaise chhin sakte hai Mere malik tere bande Yaha takdir likhte hai Sitam to kar chuki duniya Sitam to kar chuki duniya Abhi pachhtana baki hai Sitam to kar chuki duniya Abhi pachhtana baki hai Mere mehboob tumhara Chahne wala abhi Deewana baki hai Tumhara chahne wala Abhi deewana baki hai.

More songs from Hamara Khandan

Mere Mehboob Kuch Bhi Ho Lyrics - Hamara Khandan (1988) | Indian Film History