Indian Film History

Gar Ye Zameen Nahin Lyrics

From Hamare Gam Se Mat Khelo (1967)

Music
Jaidev
Duration
3:35
Gar ye zameen nahin ee Gar ye zameen nahin Wo mera aasmaan to hai ae Mera aasmaan to hai ae Ye kya hai kam ke koi ee Ye kya hai kam ke koi ee Mera meharbaan to hai ae Mera meharbaan to hai ae Gar ye zameen nahin Manzil miley miley na miley Iska gham nahin een Manzil miley miley na miley Iska gham nahin een Mujhe iska gham nahin ee Manzil ki justaju mein Mera kaarvaan to hai Mera kaarvaan to hai Mera kaarvaan to hai ae Gar ye zameen nahin Ae maadre watan Na yoon toofaan e gham se darr arr Ae maadre watan Na yoon toofaan e gham se darr Na toofaan e gham se darr aar Qurbaan tere liye ae Qurbaan tere liye Tera har naujawaan to hai ae Har naujawaan to hai Har naujawaan to hai ae Gar ye zameen nahin Wo mera aasmaan to hai ae Mera aasmaan to hai ae Ye kya hai kam ke koi ee Ye kya hai kam ke koi ee Mera meharbaan to hai ae Mera meharbaan to hai ae Gar ye zameen nahin.

More songs from Hamare Gam Se Mat Khelo