Indian Film History

Kante Banenge Kaliya Kanto Se Khelta Ja Lyrics

From Hamari Manzil (1949)

Duration
3:19
andhere se na dar taro ki mahfil dhundne wale na ghabra rah ke kato se manzil dhundne wale kante banenge kaliya, kate banenge kaliya kato se khelta ja, kato se khelta ja mil jayega kinara tufan jhelta ja, tufan jhelta ja choti si ek thokar tujhko dara rahi hai sun to sahi kahi se aawaz aa rahi hai kate banenge kaliya, kato se khelta ja mil jayega kinara tufan jhelta ja, tufan jhelta ja khushiyo ki aarzu hai gum bhi gale lagale dil ke hue hai tukde phir bhi tu muskurale kate banenge kaliya kato se khelta ja mil jayga kinara tufan jhelta ja, tufan jhelta ja hare hue sipahi dunia se dar na jana ek roz hoga teri thokar me ye zamana kate banenge kaliya, kate banenge kaliya kato se khelta ja, kato se khelta ja mil jayega kinara tufan jhelta ja, tufan jhelta ja

More songs from Hamari Manzil

Kante Banenge Kaliya Kanto Se Khelta Ja Lyrics - Hamari Manzil (1949) | Indian Film History