Indian Film History

Gali Gali Mein Kiya Re Badnaam Lyrics

From Hanste Zakhm (1973)

Lyricist
Kaifi Azmi
Duration
4:05
Gali gali mein Kiya re badnaam Gali gali mein Kiya re badnaam Mohe bairi ne Mohe zulmi ne Haaye.. Mohe bairi ne Mohe zulmi ne Gali gali mein Kiya re badnaam Gali gali mein Kiya re badnaam Mohe bairi ne Mohe zulmi ne Haaye.. Mohe bairi ne Mohe zulmi ne Chori se aaya Ghunghta uthaaya Haaye badjaat Chori se aaya Ghunghta uthaaya Pakdi kalaayi Gale mujh ko lagaaya Choodi bajaayi maine Ghungroo chhankaya Laaj bachaane mua Koi na aaya Main kya karti Main kya karti Main kya karti Haaye raam.. Haaye raam.. Haaye raam.. Gali gali mein Kiya re badnaam Gali gali mein Kiya re badnaam Mohe bairi ne Mohe zulmi ne Mohe bairi ne Mohe zulmi ne Shaam suhaani hai Chadhti jawaani Us ne pukaara Kahaan jaati ho raani Kyon kahaan jaati ho Shaam suhaani hai Chadhti jawaani Us ne pukaara Kahaan jaati ho raani Laakh manaaya Meri ek na maani Wo tha deewana Hui main bhi deewani Main kya karti.. Main kya karti.. Arre kya karti Haaye raam Haaye raam Ui raam Gali gali mein Kiya re badnaam Gali gali mein Kiya re badnaam Mohe bairi ne Mohe zulmi ne Mohe bairi ne Mohe zulmi ne Gali gali mein Kiya re badnaam Gali gali mein Kiya re badnaam Mohe bairi ne Mohe zulmi ne Mohe bairi ne Mohe zulmi ne

More songs from Hanste Zakhm