Jai Hanuman Gyan Gun Sagar Lyrics | Hanuman

                        jai hanumaan, jai hanumaan, jai hanumaan
dariya me deep stambh tum, andhkar me jyoti tum

nirash man ki asha tum, nirash man ki asha tum
bhatke ko raah dikhao tum
dubti saans aas tum, gyan ki bujhaao pyas tum
jai hanuman gyan gun sagar, jai kapis tihu lok ujaagar

nadiya jaisi chanchalta, gagan ke jaisi akhandta
chandrprakash ki shitalta

parvat jaisi nichhalta, narm dhup si komalta
tere guno ki kya seema
jai hanuman gyan gun sagar, jai kapis tihu lok ujaagar
jai hanuman gyan gun sagar, jai kapis tihu lok ujaagar

ghor andhera dur savera kaal chakra kaa kaisa phera
kaal chakra kaa kaisa phera

din hin ko aasra teraa, din hin ko aasra teraa
sath mujhe hai bas tera, sankatmochan tu meraa
moksha marg tu hi meraa
jai hanuman gyan gun sagar, jai kapis tihu lok ujaagar
jai hanuman gyan gun sagar, jai kapis tihu lok ujaagar

dariya me deep stambh tum, andhkar me jyoti tum
nirash man ki asha tum, bhatke ko raah dikhao tum