Indian Film History

Use Hansana Bhi Hoga Har Dil Jo Pyaar Karegaa Lyrics

From Har Dil Jo Pyar Karega (2000)

Duration
4:46
use hansna bhi hoga use rona bhi hoga use hansna bhi hoga use rona bhi hoga subah shaam tanhaai me aahe bharega har dil jo pyaar karega..har dil jo pyaar karega har dil jo pyaar karega palko ke mahke ghar me sapna ban ke palta hai iski pagal dhadkan pe jor koi kaha chalta hai use jagna bhi hoga use sona bhi hoga use jina bhi hoga zahar pina bhi hoga kisi ke hasi chehare pe vo to marega har dil jo pyaar karega..har dil jo pyaar karega har dil jo pyaar karega deke chain kisi ko bechaini kyu leta hai ye aisa divana hai jo ishq me jaan bhi deta hai use kahna bhi hoga chup rahna bhi hoga use dard-e-judai yaha sahna bhi hoga laakh jhukae koi vo na jhukega har dil jo pyaar karega

More songs from Har Dil Jo Pyar Karega

Use Hansana Bhi Hoga Har Dil Jo Pyaar Karegaa Lyrics - Har Dil Jo Pyar Karega (2000) | Indian Film History