Indian Film History

Mere Mehboob Mujhako Tu Itana Bata Lyrics

From Haseena Maan Jayegi (1968)

Duration
4:17
Mere mehboob mere mehboob Mere mehboob mujhako Tu itana bata Mere mehboob mujhako Tu itana bata Main kawaara marunga Ya shaadhi shuda Main kawaara marunga Ya shaadhi shuda Na kawaara mare Na tu shaadi shuda Na kawaara mare Na tu shaadi shuda Bich mein tujhako Latka ke rakh de khuda Bich mein tujhako Latka ke rakh de khuda Tum aurat jaat ho zalim Tumhaari jaat mein chakkar Tum aurat jaat ho zalim Tumhaari jaat mein chakkar Tumhaare din mein chakkar hai Tumhaari raat mein chakkar Ho chakram hoon ke khaata hoon Teri har baat mein chakkar Kabhi jasbaat chakkar Mein kabhi jasbaat mein chakkar Inn tere chakkaron se bachaaye khuda O inn tere chakkaron se bachaaye khuda Main kawaara marunga ya shaadhi shuda Main kawaara marunga ya shaadhi shuda Na kawaara mare na tu shaadi shuda Na kawaara mare na tu shaadi shuda Bich mein tujhako Latka ke rakh de khuda Bich mein tujhako Latka ke rakh de khuda Aa aa… hamaare chaahanewaale Bade rangin milate hai Hamaare chaahanewaale Bade rangin milate hai Mohabbat se nahin waakib Tamaashaabin milate hai Are dil phenk hamase Ishq ka ijhaar karata hai Hamein maalum hai tujhse Take ke sin milate hai Jisake tum na khuda Us ka haafiz khuda Oo jisake tum na Khuda us ka haafiz khuda Bich mein tujhako Latka ke rakh de khuda Bich mein tujhako Latka ke rakh de khuda O mere mehboob Mujhako tu itana bata Mere mehboob Mujhako tu itana bata Main kawaara marunga Ya shaadhi shuda Main kawaara marunga Ya shaadhi shuda Chali aaogi tum khinchkar Main aisa haal kar dunga Chali aaogi tum khinchkar Main aisa haal kar dunga Tee maike ko jor-e-ishq Se sauraal kar dunga Agar ban jaaogi meri Toh maalaamaalkar dunga Agar thukraao toh Bewafa kangaal kar dunga Ha ha kangaal kar dunga Teri kismat ka aanchal Phaadkar rumaal kar dunga Teri kismat ka aanchal Phaadkar rumaal kar dunga Tere bangale ko dekar Badduwa main chaal kar dunga Ha ha ha chaal kar dunga Tere kuche mein kuche mein Aage kya tha bhalaare are haan Tere kuche mein piada Iss tarah bhuchaal kar dunga Ki dehraadun ko main Waadiye gadwaal kar dunga Aji gadwaal kar dunga Tere baaba pe apna Jor istemaal kar dunga Tamacha ek tamacha Do tamache maarkar Main gaal usake laal kar dunga Main ik dum khaakar Zindagi baamaal kar dunga Lagaaunga jo main thokar Use footbaal kar dunga Use footbaal kar dunga Agar kuchh na kar paaya Toh itana yaad rakh zalim Tere baaba ki baaba ki baaba ki haan Teri baaba ki mehfil mein Main bhuk hadtaal kar dunga Bhuk hadtaal kar dunga Lekin chhoti si ek arj hai ke Chori chori khila Dena halawa zara Ho chori chori khila Dena halawa zara Main kawaara marunga Ya shaadhi shuda Main kawaara marunga Marunga marunga marunga.

More songs from Haseena Maan Jayegi

Mere Mehboob Mujhako Tu Itana Bata Lyrics - Haseena Maan Jayegi (1968) | Indian Film History