Main Pyasi Nadiya Hoon Lyrics | Hasti

                        
                        Main pyasi nadiya hun
Main udta badal hun
Main pyasi nadiya hun
Main udta badal hun
Sari duniya kahti hai
Sari duniya kahti hai
Sari duniya kahti hai
Ke main tere pyar
Mein pagal hun

Main jhonka chahat ka
Main mehaka aanchal hun
Sari duniya kahti hai
Sari duniya kahti hai
Sari duniya kahti hai
Ke main tere pyar
Mein pagal hun
Main pyasi nadiya hun
Main udta badal hun

Shipo mein moti
Phoolo mein khooshbu
Aankho se mere
Dil mein basi tu
Shipo mein moti
Phoolo mein khooshbu
Aankho se mere
Dil mein basi tu
Bin tere kuch bhi
Nahi hai zindagi meri
Naam tere hai sanam
Ab har khooshi meri
Sari duniya kahti hai
Sari duniya kahti hai
Sari duniya kahti hai

Main tere pyar
Mein pagal hun
Main jhonka chahat ka
Main mehaka aanchal hun
Main jhonka chahat ka
Main mehaka aanchal hun

Teri gali mein mera basera
Chhodungi main
Na ab sang tera
Teri gali mein mera basera
Chhodungi main na
Ab sang tera
Hosh mein aane na
Dengi bekhudi apni
Kam kabhi na hogi
Ye diwangi apni
Sari duniya kahti hai
Sari duniya kahti hai
Sari duniya kahti hai
Main tere pyar
Mein pagal hun
Main pyasi nadiya hun
Main udta badal hun

Sari duniya kahti hai
Sari duniya kahti hai
Sari duniya kahti hai
Main tere pyar
Mein pagal hun
Main jhonka chahat ka
Main mehaka aanchal hun
Main jhonka chahat ka
Main mehaka aanchal hun.