Indian Film History

Tere Kooche Mein Tera Diwana Lyrics

From Heer Raanjha (1970)

Lyricist
Kaifi Azmi
Duration
6:40
Tere kooche mein Tera deewana Aaj dil kho baitha Aaj dil kho baitha Tere kooche mein Tera deewana Aaj dil kho baitha Aaj dil kho baitha Aaj dil kho baitha Aaj dil kho baitha Aaj dil kho baitha Tera deewana hoon Inkaar nahi Kaise kah dun ke Mujhe pyaar nahi Tera deewana hoon Inkaar nahi Kaise kah dun ke Mujhe pyaar nahi Kuchh sharaarat Teri aankhon ki bhi hai Main akelaa hi Gunahagaar nahi Tune manga to Tune manga To diya nazrana Aaj dil kho baitha Aaj dil kho baitha Tu nahi hai to adhura Saa nazar aataa hun Aaj apane mein bahut Teri kami paataa hun Mujhako aavaaraa samajhate Hain tere gaanv ke log Teri sakhiyon mein main Badnaam huaa jaataa hun Har zubaan par hai Har zubaan par Hai mera afsana Tera deewana tera deewana Aaj dil kho baitha Aaj dil kho baitha Muskaraane ki ada bhi qaatil Sar jhukaane ki ada bhi qaatil Ishq ki baanhon mein aate aate Laut jaane ki ada bhi qaatil Kaise qaatil se Kaise qaatil se hoon aa yarana Tera deewana tera deewana Aaj dil kho baitha Aaj dil kho baitha.

More songs from Heer Raanjha

Tere Kooche Mein Tera Diwana Lyrics - Heer Raanjha (1970) | Indian Film History