Indian Film History

Pichhe Na Vekh Lyrics

From Heer Sara Aur Pondicherry (2026)

Lyricist
Niket Pandey
Duration
3:09

Aankhein Khud Mein Kyun Jhankti Hain

Haq Apna Life Se Mangti Hain

Chal Hatt Tu Khud Ko Bachaale


Panga Na Paal

Mushkil Se Hum Hain Sambhale

Band Kar Apni Hadtaal


Ye Khulli Si Kitaab Hain

Himmat Ka Sailaab Hain

Karke Aaye Kaand Saare

Hooooo


Seena Apna Taan Ke

Chal Bandi Ab Shaan Se

Chalaang Udaan Laga

Pichhe Na Vekh Tu

Pichhe Na Vekh Tu

Pichhe Na Vekh Tu

Pichhe Na Vekh Tu


Kar Past Ko Peti Mein Band

Phenk De Dariya Mein Tu

Tevar Ka Ye Jevar Badal

Ungali Se Baadal Ko Chhoo


Tooti Phooti Yaadein Jode Samete Kyun

Mud Mud Ke Rahon Mein Ruk Ruk Dekhe Kyun

Sheesha Saaf Kar Khud Ko Maaf Kar

Pahiye Sang Waqt Ke Ghoom


Chal Hatt Tu Khud Ko Bachaale

Panga Na Paal

Mushkil Se Hum Hain Sambhale

Band Kar Apni Hadtaal


Khulli Si Kitaab Hain

Himmat Ka Sailaab Hain

Karke Aaye Kaand Saare

Hooooo


Seena Apna Taan Ke

Chal Bandi Ab Shaan Se

Chalaang Udaan Laga

Pichhe Na Vekh Tu

Pichhe Na Vekh Tu

Pichhe Na Vekh Tu

Pichhe Na Vekh Tu


Pichhe Na Vekh Tu

Pichhe Na Vekh Tu......

More songs from Heer Sara Aur Pondicherry

Pichhe Na Vekh Lyrics - Heer Sara Aur Pondicherry (2026) | Indian Film History