Indian Film History

Main Tujhko Maut De Doon Lyrics

From Heera Moti (1979)

Lyricist
Ahmed Wasi
Duration
6:30
Mudde lahk bura chahe To kya hota hai Wahi hota hai jo Manjure khuda hota hai Kaun takdir ke likhe ko Mita sakta hai Wahi hota hai jo Kismat mein likha hota hai Main tujhko maut de doon Ya aazad kar doon Tujhe nayi zindagi de doon Ya barbad kar doon Main tujhko maut de doon Ya aazad kar doon Tujhe nayi zindagi de doon Ya barbad kar doon Main tujhko maut de doon Hai sekh ye tera dil Daulat se kam nahi hai Mere badan ko dekho Jannat se bhi hasi hai Hai sekh ye tera dil Daulat se kam nahi hai Mere badan ko dekho Jannat se bhi hasi hai Duniya ko bhul dil ka ye phul Tohfa kabul karle Dunia ko bhul dil ka ye phul Tohfa kabul karle Main tujhko maut de doon Ya aazad kar du Tujhe nayi zindagi de doon Ya barbad kar du Main tujhko maut de doon Ab hai chalakne wala Teri jindagi ka pyala Jinda wahi bachega hai Jo nasib wala Ab hai chalakne wala Teri jindagi ka pyala Jinda wahi bachega hai Jo nasib wala Aise mein yaar himmat na har Karle shikar karle Aise mein yaar himmat na har Karle shikar karle Main tujhko maut de doon Ya aazad kar doon Tujhe nayi zindagi de doon Ya barbad kar doon Main tujhko maut de doon.

More songs from Heera Moti

Main Tujhko Maut De Doon Lyrics - Heera Moti (1979) | Indian Film History