Indian Film History

Raat Bhar Lyrics

From Heropanti (2014)

Lyricist
Kausar Munir
Duration
5:26
Aa raat bhar aa raat bhar Jaayein na ghar Jaayein na ghar Aa raat bhar aa raat bhar Jaayein na ghar Jaayein na ghar Hai saath tu kya hai fikar Jaayein na ghar aa raat bhar Jaayein jahaan jahaan Jahaan dil kare Jaane kahaan kahaan Kahaan phir mile Iss raat mein beete Umar saari umar Aa raat bhar aa raat bhar Jaayein na ghar Jaayein na ghar Raat mujhe kyun Jaane lage new Kehate hain khud Ko badalde tu Ho raat mujhe Kyun jaane lage new Kehate hain khud Ko badalde tu Chaand ko chakhle Taaron ko peele Aaja na thoda saa jeele tu To chal chale gire Pade uthe udde Aa tujhko laga Doon mere par Iss raat mein beete Umar saari umar Aa raat bhar aa raat bhar Aa raat bhar aa raat bhar Jaayein na ghar Jaayein na ghar Aa raat bhar aa raat bhar Namkeeniyan hain Nazdikiyaan hain Rang hi rang hai Nazaaron mein Haan namkeeniyan Hain nazdikiyaan hain Rang hi rang hai Nazaaron mein Hansne lagi hoon Phansne lagi hoon Armaan dil mein Hazaaron hain Toh paar de sabhi hadein Gale lage kabhi Nahi hone de sehar Iss raat mein beete Umar saari umar Aa raat bhar aa raat bhar Jaayein na ghar aa raat bhar Aa raat bhar aa raat bhar Jaayein na ghar Jaayein na ghar.

More songs from Heropanti

Raat Bhar Lyrics - Heropanti (2014) | Indian Film History