Moula Lyrics | Hide and Seek

                        
                        Sraat yeh, koi saaye si
Chaandani, koi sadaa
Raaz woh hawaa hilaati hai
Aur nazar hai dhunwaa
Phir rahaa hoon main yahaan
Manzilein hai laapata
Kaisa yeh safar hai,
Kaisi yeh khalish hai, maulaa
Kaisa yeh safar hai, maulaa
Kaisa yeh safar hai,
Kaisi yeh khalish hai, maulaa
Kaisa yeh safar hai, maulaa

Rooh bhi, sehami-sehami si
Hausale, soye kahaan
Zakhm woh, behate-behate hain
Be-asar hai dawaa
Jhunjh rahaa hoon main yahaan
Ab reham ho ai khudaa
Kaisa yeh safar hai,
Kaisi yeh khalish hai maulaa
Kaisa yeh safar hai, maulaa
Kaisa yeh safar hai,
Kaisi yeh khalish hai maulaa
Kaisa yeh safar hai, maulaa

Kaisa yeh safar hai,
Kaisi yeh khalish hai, maulaa
Kaisa yeh safar hai, maulaa
Kaisa yeh safar hai,
Kaisi yeh khalish hai, maulaa
Kaisa yeh safar hai, maulaa
Kaisa yeh safar hai,
Kaisi yeh khalish hai, maulaa
Kaisa yeh safar hai, maulaa
Kaisa yeh safar hai,
Kaisi yeh khalish hai
Kaisa yeh safar hai, maulaa.