Indian Film History

Himmat Kare Insaan Lyrics

From Himmat (1970)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
5:04
himmat kare insan himmat kare insan to kya ho nahi sakta ye jan le nadan to kya ho nahi sakta himmat kare insan to kya ho nahi sakta ye jan le nadan to kya ho nahi sakta himmat kare insan karti hai jise galiyo me badnam ye dunia kahti hai jise hasrate nakam ye dunia ban jaye wo armna to kya ho nahi sakta ye jan le nadan to kya ho nahi sakta himmat nare insan to kya ho nahi sakta ye jan le nadan to kya ho nahi sakta himmat kare insan shikwe buri kismat ke hai bujdil ke bahane tinke ki tarah tujhko uda dala hawa ne ban jaye tu kaptan to kya ho nahi sakta ye jan le nadan to kya ho nahi sakta himmat nare insan to kya ho nahi sakta ye jan le nadan to kya ho nahi sakta himmat kare insan wo jo aag se darte hai anjan hai kitne ye kam muskil hai to asan hai kitne ye raz tu le jaye to kya ho nahi sakta ye jan le nadan to kya ho nahi sakta himmat nare insan to kya ho nahi sakta ye jan le nadan to kya ho nahi sakta himmat kare insan

More songs from Himmat

Himmat Kare Insaan Lyrics - Himmat (1970) | Indian Film History